Baandhi Re Kaahe Preet
Piyaa Ke Sang Anjaani Reet
Baandhi Re Kaahe Preet
Piyaa Ke Sang Anjaani Reet
Baali Umar Me Mai Naa Samjhi
Baali Umar Me Mai Naa Samjhi
Kyaa Hai Preet Ki Reet
Baandhi Re Kaahe Preet
Preet
Piyaa Ke Sang Anjaani Reet
Paas Rahi To Mai Naa Samjhi
Dur Hui To Jaanaa
Dur Hui To Jaanaa
Pyaar Me Kaise Apnaa Ban Ke
Koi Bane Begana
Kaise Bitegaa Ab Jivan
Kaise Bitegaa Ab Jivan
Bin Saathi Bin Meet
Baandhi Re Kaahe Preet
Piyaa Ke Sang Anjaani Reet
Ang Lagi Hai Ped Ki Belaa
Lahar Ko Mile Kinaaraa
Lahar Ko Mile Kinaaraa
Bin Saajan Ki Mai Hun Akeli
Meraa Kaun Sahaaraa
Aisaa Sunaa Laage Jivan
Aisaa Sunaa Laage Jivan
Jaise Sur Bin Geet
Baandhi Re Kaahe Preet
Preet
Piyaa Ke Sang Anjaani Reet
Baali Umar Me Mai Naa Samjhi
Baali Umar Me Mai Naa Samjhi
Kyaa Hai Preet Ki Reet
Baandhi Re Kaahe Preet
Preet
Piyaa Ke Sang Anjaani Reet
Baandhi Re Kaahe Prit Song Lyrics from the movie/album Sankoch released in the year 2018 starring Jeetendra, Sulakhshana Pandit. The song Baandhi Re Kaahe Prit was sung by Sulakshana Pandit. This movie/album was directed by Anil Ganguly. The music was given by Kalyanji Anandji. The lyrics were Penned by M G Hashmat
Share your thoughts