Aye Saba Unse Kah Jara Song Lyrics from the movie/album Alibaba Aur Chalis Chor (1954). The song Aye Saba Unse Kah Jara was sung by Asha Bhosle, Mohammad Rafi. The music was given by Chitragupta Shrivastava. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan

Aye Saba Unse Kah Jara Lyrics

(Aye Sabah Unse Kah Jara
Ke Hume Bekarar Kar Diya) – (2)
(Tu Hamara Jaan Se Pyara Kya
Karu Tum Pe Yu Nikhar Kar Diya) – (2)
Aye Sabah Unse Kah Jara
Ke Hume Bekarar Kar Diya

(Zindgi Tum Nahi To Zindgi Nahi
Chadni Tum Nahi To Chandni Nahi) – (2)

Oo Gunegaro Yu Pukaro
Tum Nahi Bahar Ko Bahar Kar Diya
Aye Sabah Unse Kah Jara
Ke Hume Bekarar Kar Diya

Keh Jara Sanam Humko Tumse Pyar Hai
Keh Diya Ki Maine Hume Tumko Pyar Hai
Keh Jara Sanam Dil Se Dil Nisar Hai
Keh Diya Sanam Dil Se Dil Nisar Hai
Pas Aa To Muskara Ke Tumne Magar Bekarar Kar Diya
Aye Sabah Unse Kah Jara
Ke Hume Bekarar Kar Diya
Tu Hamara Jaan Se Pyara Kya
Laru Tum Pe Yu Nikhar Kar Diya
Aye Sabah Unse Kah Jara
Ke Hume Bekarar Kar Diya
Aye Sabah Unse Kah Jara

Share your thoughts

Chitragupta, Alibaba and 40 thieves, Asha bhosle, Chitragupt, Alibaba, Chalis, Aladdin aur jadui chirag, Shamshad begum, Hai naam mera ramzani, Shamshad, Anita guha, Sharma, Mistri, Mahipal, Maya bazaar, Shree krishna, Basant picture, Gore gore gulabi gal re, Aankh mili hai pyar hoga, Sharda, Mansoor, Raj kumar, Babubhai, S n tripathi, Sn tripathi, Meena kumari, Jara nazre milalo, Dekhoji chand nikla, Aladdin and the wonderful lamp, Chor, Ulhas, Jhalak