Ae Meri Zindgi Tu Mere Sath Hai
Ae Meri Zindgi Tu Mere Sath Hai
Ab Mujhe Is Zamane Ki Parvaah Nahi
Jaan Le Lu Bhi Mai Jaan De Du Bhi Mai
Jaan Le Lu Bhi Mai Jaan De Du Bhi Mai
Koi Kimat Chukane Ki Parvaah Nahi
Aye Meri Zindgi Tu Mere Sath Hai
Teri Chaht Si Koi Bhi Chaaht Nahi
Kyo Ke Is Me Kahi Bhi Banawt Nahi
Qudratan Husn Tera Hai Sab Se Hasin
Duniya Dari Ki Is Me Milawt Nahi
Duniya Dari Ki Is Me Milawt Nahi
Isko Pana Hai Mujhko Kisi Haal Me
Isko Pana Hai Mujhko Kisi Haal Me
Is Pe Jaan Bhi Gawane Ki Parvaah Nahi
Ae Meri Zindgi Tu Mere Sath Hai
Hai Teri Chudiyo Ka Khankna Mera
Aur Tere Gesuo Ka Mehkna Mera
Naqsh Rehta Hai Her Pal Mere Jism Pe
Wo Liptna Tera Wo Simtna Tera
Wo Liptna Tera Wo Simtna Tera
Meri Aankho Ko Bas Tera Didar Ho
Meri Aankho Ko Bas Tera Didar Ho
Kuch Mujhe Aur Pane Ki Parvaah Nahi
Ae Meri Zindgi Tu Mere Sath Hai
Ae Meri Zindgi Tu Mere Sath Hai
Ab Mujhe Is Zamane Ki Parvaah Nahi
Ae Meri Zindgi Tu Mere Sath Hai
Aye Meri Zindagi - Ii Song Lyrics from the movie/album Saaya released in the year 2018 starring John Abraham, Tara Sharma. The song Aye Meri Zindagi - Ii was sung by Udit Narayan. This movie/album was directed by Anurag Basu. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Sayeed Quadri
Share your thoughts