Aye Dil Meri Aahon Mein Song Lyrics from the movie/album Actress released in the year 2016 starring Prem Abeed, Rehana. The song Aye Dil Meri Aahon Mein was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Nizam Amrohi. The music was given by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder). The lyrics were Penned by Nakhshab Jarchavi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Aye Dil Meri Aahon Mein Lyrics

Aye Dil Meri Aahon Mein
Aye Dil Meri Aahon Mein
Itna To Asar Aaye
Jab Aankh Khule Unki
Tasveer Nazar Aaye
Aye Dil Meri Aahon Mein

Bekaar Mohabbat Hai
Jab Tak Ke Mohabbat Mein
Jab Tak Ke Mohabbat Mein
Jab Tak Ke Mohabbat Mein
Aramaan Na Pure Ho
Ummeed Na Bar Jaaye
Jab Aankh Khule Unki
Tasveer Nazar Aaye
Aye Dil Meri Aahon Mein

Jis Waqt Meri Unki
Nazaro Se Mile Nazare
Nazaro Se Mile Nazare
Nazaro Se Mile Nazare
Koyi Na Idhar Dekhe
Koyi Na Idhar Aaye
Jab Aankh Khule
Jab Aankh Khule Unki
Tasveer Nazar Aaye
Aye Dil Meri Aahon Mein

Puchho To Mohabbat Ki
Manzil Se Guzarna Hai
Manzil Se Guzarna Hai
Manzil Se Guzarna Hai
Socho To Mohabbat Ki
Manzil Se Guzar Aaye
Jab Aankh Khule Unki
Tasveer Nazar Aaye
Aye Dil Meri Aahon Mein

Toofaan Se Bachane Ki
Ummeed Na Thi Lekin
Ummeed Na Thi Lekin
Ummeed Na Thi Lekin
Aa Hi Gaye Saahil Par
Wo Laakh Bhanvar Aaye
Jab Aankh Khule Unki
Tasveer Nazar Aaye
Aye Dil Meri Aahon Mein
Itna To Asar Aaye
Jab Aankh Khule Unki
Tasveer Nazar Aaye
Aye Dil Meri Aahon Mein.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Shyam sunder, Rehana, Actress, Hindi film song, Meena, Hindi, David