Minnate Ansuni Huyi
Mannate Puri Na Huyi
Sajde Mein Sar Jhuka Raha
Ek Nayi Ummed Si Jagi
Ho Allah Maalik-e Do Jahan Tu Hai
Ho Allah Hai Yakin Ki Yaha Tu Hai
Astagfirullah
Mujhko Tu De Panaah
Astagfirullah
Meri Sun Le Dua Hain
Ho Allah Maalik-e Do Jahan Tu Hai
Astagfirullah Rabbi Wa Atubu Ilaahi
Main Tere Dar Pe Aaya Hu
Dil Mein Ghum Aankho Mein Aansu
Hai Malaal Ye Gunaho Ka
Jholi Mein Bhar De Tu Sukun
Ho Allah Maalik-e Do Jahan Tu Hai
Ho Allah Hai Yakin Ki Yahaan Tu Hai
Astagfirullah Rabbi Wa Atubu Ilaahi
Marz Hai Ruh Ka
Shifa Shifa Mile
Aafate Wo Khuda Fana Fana Kare
Marz Hai Ruh Ka
Shifa Shifa Mile
Aafate Wo Khuda Fana Fana Kare
Astagfirullah
Mujhko Tu De Panaah
Astagfirullah
Meri Sun Le Dua
Ho Allah Maalik-e Do Jahan Tu Hai
Astagfirullah Rabbi Wa Atubu Ilaahi
Astagfirullah Song Lyrics from the movie/album Astagfirullah (Non Film) released in the year 2018. The song Astagfirullah was sung by Salim Merchant. The music was given by Salim Sulaiman. The lyrics were Penned by Irfan Siddiqui
Share your thoughts