Are Logo Tumhe Kya Hai Song Lyrics from the movie/album Santosh released in the year 2018 starring Manoj Kumar, Hema Malini. The song Are Logo Tumhe Kya Hai was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Balbir Wadhawan. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Santosh Anand

Are Logo Tumhe Kya Hai Lyrics

Are Logo Tumhe Kya Hai Ya Mai Janu Ya Vo Jane
Ye Kissa Mera Unka Hai Ya Mai Janu Ya Vo Jane
Are Logo Tumhe Kya Hai Tumhe Kya Hai Tumhe Kya Hai
Ye Kissa Mera Unka Hai Ya Mai Janu Ya Vo Jane
Are Logo Tumhe Kya Hai Ya Mai Janu Ya Vo Jane
Ye Kissa Mera Unka Hai Ya Mai Janu Ya Vo Jane

Idhar Bijli Chamkti Hai Udhar Megha Barsta Hai
Akele Dil Tadpata Hai Akele Dil Tadpata Hai
Ya Mai Janu Ya Vo Jane Kadar Bulbul Ke Gane Ki
Bahla Saiyad Kya Jane Jo Aashik Hai Samjhta Hai
Aashik Hai Samjhta Hai Ya Mai Janu Ya Vo Jane
Are Logo Tumhe Kya Hai Ya Mai Janu Ya Vo Jane
Ye Kissa Mera Unka Hai Ya Mai Janu Ya Vo Jane

Hamare Marne Jine Ka Tumhe Kyu Fikr Hai Itna
Hame Kis Or Jana Hai Hame Kis Or Jana Hai
Ya Mai Janu Ya Vo Jane Hamare Haal Pe Chodo
Are Chhodo Ye Hamdardi Tumhare Dil Me Kya Kya Hai
Tumhare Dil Me Kya Kya Hai Ya Mai Janu Ya Vo Jane
Are Logo Tumhe Kya Hai Ya Mai Janu Ya Vo Jane
Ye Kissa Mera Unka Hai Ya Mai Janu Ya Vo Jane





Share your thoughts

Lata mangeshkar songs, Laxmikant pyarelal songs, Laxmikant pyarelal, Lata mangeshkar, Batao tumhe pyar kaise karu lyrics, Mangeshkar, Laxmikant pyarelal hit songs, Laxmikant pyarelal superhit songs, Laxmikant pyarelal jukebox, Best of lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar hits, Arre logon tumhe kya hai, Batao tumhe pyar kaise karu songs, Batao tumhe pyar kaise karu, Main tujhe pyar karoonga to, Best of lata mangeshkar bangla romantic songs