Apne Ko Paisa Chaahiye
Dollar Euro Pound Chaahiye
Credit Nahi Cash Chaahiye
White Nahi Sab Black Chaahiye
Apne Ko Paisa Chaahiye
Dollar Euro Pound Chaahiye
Credit Nahi Cash Chaahiye
White Nahi Sab Black Chaahiye
Husn Ke Laakhon Rang
Kaun Sa Rang Dekhoge
Marmari Sa Badan Ye Mera Chhuke Dekhoge
Apne Ko Paisa Chaahiye
Dollar Euro Pound Chaahiye
Credit Nahi Cash Chaahiye
White Nahi Sab Black Chaahiye
Chadhti Jawaani Meri Chaal Mastaani
Chadhti Jawaani Meri Chaal Mastaani
Tune Kadar Na Jaani Raaja
O Mere Raaja Paas Aaja
Hai Sama Khub Dur Na Ja
Na Na Na Na Paas Na Aa
Rok Khudko Re Dil Ko Samajha
Apne Ko Paisa Chaahiye
Dollar Euro Pound Chaahiye
Credit Nahi Cash Chaahiye
White Nahi Sab Black Chaahiye
Bhiksha Mein Jo Bhi Dogi
Devi Main Sab Le Lunga
Prem Pujaari Hu Main
Prem Kyun Bich Mein Laaye
Kyun Jhute Paath Padhaaye
Pandit Anaadi Re Tu
Hun Dil Ka Saccha
Waade Ka Pakka
Aisi Baaton Mein Kuchh Bhi Na Rakha
Kehta Hun Sabke Saamne Darling
Shaadi Main Tujhse Karunga
Jaanu
Nahi
Shaadi Main Tujhse Karunga
Raaja
Nahi
Shaadi Main Tujhse Karunga
Praannath
Are Shaadi Main Sabse Karunga
Jaanu
Baby Listen To Me
Are Chhod
Chhod
Chhod
Main Tumhaare Bachchon Ka Baap Nahi Ban Sakta
Apane Ko Paisa Chaahiye Song Lyrics from the movie/album Dhoondte Reh Jaoge released in the year 2018 starring Kunal Khemu, Sonu Sood. The song Apane Ko Paisa Chaahiye was sung by Sowmya Raoh, Wajid Khan. This movie/album was directed by Umesh Shukla. The music was given by Sajid Wajid. The lyrics were Penned by Shabbir Ahmed
Share your thoughts