Adoh Se Hui Na Rihaai Tamaam Shab
Adoh Se Hui Na Rihaai Tamaam Shab
Mujh Dilzada Ko Nind Na Aai Tamaam Shab
Adoh Se Hui Na Rihaai Tamaam Shab
Chashmak Chali Gai Thi Sitaaro Ki Subah Tak
Chashmak Chali Gai Thi Sitaaro Ki Subah Tak
Ki Aasmaan Se Didaa-waraai Tamaam Shab
Adoh Se Hui Na Rihaai Tamaam Shab
Baithe Hi Guzari Vaade Ki Shab Wo Na Aa Phiraa
Baithe Hi Guzari Vaade Ki Shab Wo Na Aa Phiraa
Izaa Ajab Tarah Ki Uthaai Tamaam Shab
Adoh Se Hui Na Rihaai Tamaam Shab
Taare Se
Teri Palko Pe
Katre Se Ashq Ke
Taare Se
Teri Palko Pe
Katre Se Ashq Kee
Dete Rahe Hai Mir Dikhaai Tamaam Shab
Adoh Se Hui Na Rihaai Tamaam Shab
Mujh Dilzada Ko Nind Na Aai Tamaam Shab
Andoh Se Hui Na Rihaai Tamaam Shab Song Lyrics from the movie/album Ghulam Ali (Non-film) released in the year 2018. The song Andoh Se Hui Na Rihaai Tamaam Shab was sung by Ghulam Ali. The lyrics were Penned by Mir Taqi Mir
Share your thoughts