Allah Kasam, Allah Kasam Ek Tum Ho Jis Pe Dil Aaya Hai Song Lyrics from the movie/album Bandagi released in the year 2018 starring Vinod Mehra, Sandhya Roy. The song Allah Kasam, Allah Kasam Ek Tum Ho Jis Pe Dil Aaya Hai was sung by Kishore Kumar. This movie/album was directed by K Shankar. The music was given by Shankar Jaikishan. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan

Allah Kasam, Allah Kasam Ek Tum Ho Jis Pe Dil Aaya Hai Lyrics

Allah Kasam Allah Kasam
Ek Tum Ho Jis Par Dil Aaya
Allah Kasam Allah Kasam Iman Mera Thokar Khaya
Allah Kasam Allah Kasam
Ek Tum Ho Jis Par Dil Aaya

Ye Jo Chehra Kitabi Kitabi Hai
Ye Jo Husn Gulabi Gulabi Hai
Ye Jo Chehra Kitabi Kitabi Hai
Ye Jo Husn Gulabi Gulabi Hai
Ise Dekhke Mai Nachiz To Kya
Sara Aalam Bhi Sarabi Hai
Uska Karam Uska Karam Mahbub Se Mujhko Milwaya
Allah Kasam Allah Kasam
Ek Tum Ho Jis Par Dil Aaya

Maine Tumko Sanam Pahchan Liya
Tum Kaun Ho Ye Bhi Jan Liya
Maine Tumko Sanam Pahchan Liya
Tum Kaun Ho Ye Bhi Jan Liya
Kadmo Me Jagah Ab Dedo Mujhe
Maine Apna Khuda Tumhe Man Liya
Rakhlo Bharam Rakhlo Bharam Mar Jaunga Jo Thukraya
Allah Kasam Allah Kasam
Ek Tum Ho Jis Par Dil Aaya
Allah Kasam Allah Kasam Iman Mera Thokar Khaya
Allah Kasam Allah Kasam
Ek Tum Ho Jis Par Dil Aaya

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Shankar jaikishan songs, Shankar jaikishan, Shankar jaikishan hits, Kishore kumar songs, Kishore kumar hit songs, Asha bhosle & shankar jaikishan, Shankar jaikishan popular songs, Best of shankar jaikishan, Kishore kumar romantic songs, Ya allah ya allah dil le gayi karaoke, Shankar jaikishen songs, Kishore kumar sad songs, Kishore kumar, Kishore kumar song, Ya allah ya allah dil le gayi, Ya allah ya allah dil le gayi song download, Ya allah ya allah ujala