Alag Alag Nahi Rehna Song Lyrics from the movie/album Dharma Karma released in the year 2018 starring Gajendra Chouhan, Dharmendra. This movie/album was directed by Ravi Verma

Alag Alag Nahi Rehna Lyrics

Alag Alag Nahi Rehna
Yeh Fasla Nahi Sehna
Alag Alag Nahi Rehna
Yeh Fasla Nahi Sehna
Meri Nighaho Ka Jadu
Yeh Teri Sanso Ki Khushbu
Hone Lage Hai Bekabu
Hum Aur Tum Hum Aur Tum
Hum Aur Tum

Lamha Lamha Tujhko Sochu
Har Pal Tujhko Mai Niharu
Tere Naino Ke Darpan Me
Chehra Apna Mai Sawaru
Aaj Baho Me Aasma
Aaj Baho Me Aasma
Alag Alag Nahi Rehna
Yeh Fasla Nahi Sehna
Alag Alag Nahi Rehna
Yeh Fasla Nahi Sehna

Pyasa Pyasa Din Bita Hai
Pyasi Pyasi Shyam Na Bite
Tum Jo Humko Na Milte To
Kaise Akele Hum Jeete
Do Badan Ho Gaye Ek Jan
Do Badan Ho Gaye Ek Jan
Alag Alag Nahi Rehna
Yeh Fasla Nahi Sehna
Meri Nighaho Ka Jadu
Yeh Teri Sanso Ki Khushbu
Hone Lage Hai Bekabu

Share your thoughts

Dharma karma (1997), Dharma karma songs, Alag alag nahi rehna, Mamta sharma yaara, Shubhi sharma, Dharma, Masoom sharma new d j song, Mamta sharma new song 2020, Masoom sharma new song 2017, Solah baras ki bali umar with hindi lyrics, Solah baras ki bali umar with lyrics, Rehna, Karma, Kahin aag lage lag jawe, Lyrics, Naino ki baat naina jaane hai female version lyrics, Lyrics of hindi songs, Main aisi cheez nahin, Song lyrics, Kade kade lyrics