Aisa Lagta Tha Song Lyrics from the movie/album Jigarwala released in the year 2016 starring Anil Kapoor, Tina Munim. The song Aisa Lagta Tha was sung by Amit Kumar, Asha Bhosle. This movie/album was directed by Swaroop Kumar. The music was given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. The music rights for song purely belongs to T-Series

Aisa Lagta Tha Lyrics

Aisa Lagta Tha Aisa Lagta Tha
Ye Bairi Sawan Ye Bairi Sawan
Chala Jaiga Tumhare Bina
Aisa Lagta Tha Aisa Lagta Tha
Ye Bairi Sawan Ye Bairi Sawan
Chala Jaiga Tumhare Bina
Tumhare Bina Tumhare Bina

Kitna Haseen Savan Hai Ye
Hum Dono Ki Mulakat Ka
Kitna Haseen Sawan Hai Ye
Hum Dono Ki Mulakat Ka
Pagal Bana Dega Hume
Ye Pyara Mausam Barsat Ka
Aankho Se Dil Mein Sama Kar
Dhadkan Me Chhup Jao Na Na Na Na
Aisa Lagta Tha Aisa Lagta Tha
Ye Bairi Sawan Ye Bairi Sawan
Chala Jaiga Tumhare Bina
Tumhare Bina Tumhare Bina

Kya Pyar Hai Kya Ye Nasha
Ye Sab Tumi Ne Sikhaya Mujhe
Kya Pyar Hai Kya Ye Nasha
Ye Sab Tumi Ne Sikhaya Mujhe
Rahne Bhi Do Iljam Ye
Deewana Tumi Ne Banaya Mujhe
Phle To Mujhko Sata Ke
Ab Yu Mukar Jao Na Na Na Na
Aisa Lagta Tha Aisa Lagta Tha
Ye Bairi Sawan Ye Bairi Sawan
Chala Jaiga Tumhare Bina
Tumhare Bina Tumhare Bina

Lagta Hai Yun Barso Ke Bad
Meri Duao Mein Aaya Asar
Lagta Hai Yun Barso Ke Bad
Meri Duao Mein Aaya Asar
Chup Bhi Raho Kuchh Na Kaho
Kahi Lag Na Jaye Kisi Ki Najar
Meri Hai Har Sans Teri
Tum Bhiu Kasanm Khao Na Na Na Na
Aisa Lagta Tha Aisa Lagta Tha
Ye Bairi Sawan Ye Bairi Sawan
Chala Jaiga Tumhare Bina.

Share your thoughts

Nadeem shravan hit songs, Ghoonghat ki aad se lyrics, Alka yagnik and kumar sanu romantic songs, Kumar sanu superhit songs, Kumar sanu, Kumar sanu song jukebox, Ghoonghat ki aad se online music show, Ghoonghat ki aad se dilbar ka shooting place, Saif ali khan tandav, Saif ali khan 90s hit songs, Ghoonghat ki aad se online show, Ghoonghat ki aad se alka yagnik live, Puneet sharma music, Ghoonghat ki aad se remix, Ghoonghat ki aad se dilbar ka, Ghoonghat ke aad se alok katdare