Aisa Hota To Nahi Aisa Ho Jaye Agar Song Lyrics from the movie/album Sannata released in the year 2018 starring Anil Chatterjee, Tanuja. The song Aisa Hota To Nahi Aisa Ho Jaye Agar was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by M Sabberwal. The music was given by Hemant Kumar. The lyrics were Penned by Gulzar

Aisa Hota To Nahi Aisa Ho Jaye Agar Lyrics

Aisa Hota To Nahi Aisa Ho Jaye Agar
Tumhi Mil Jao
Aisa Hota To Nahi Aisa Ho Jaye Agar
Tumhi Mil Jao

Vada Nahi Koi Koi Kasam Nahi
Magar Intejar Hai Hame Intejar
Vada Nahi Koi Koi Kasam Nahi
Magar Intejar Hai Hame Intejar
Aawaj Dete Hai Anjaan Aankho Par
Hame Aitbar Hai Hame Aitbar
Aisa Hota To Nahi Aisa Ho Jaye Agar
Tumhi Mil Jao
Aisa Hota To Nahi Aisa Ho Jaye Agar
Tumhi Mil Jao

Bechain Ho Kar Jab Koi Akela Tha
Chirago Ki Mehfil Jalaye Bujhaaye
Bechain Ho Kar Jab Koi Akela Tha
Chirago Ki Mehfil Jalaye Bujhaaye
Khamosh Vado Ki Aawaj Me Koi
Bhulaye Tumhi Ko
Tumhi Ko Bhulaye
Aisa Hota To Nahi Aisa Ho Jaye Agar
Tumhi Mil Jao
Aisa Hota To Nahi Aisa Ho Jaye Agar
Tumhi Mil Jao
Aisa Hota To Nahi Aisa Ho Jaye Agar
Tumhi Mil Jao

Share your thoughts

Lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar, Aisa hota to nahi lata mangeshkar film sannata music hemant kumar, Kishore kumar romantic songs, Kishore kumar hit songs, Kishore kumar songs, Lata mangeshkar hit songs, Nahi ye ho nahi sakta lyrics, Hemant kumar songs, Kishore kumar, Hemant kumar, Lata mangeshkar gaan, Lata mangeshkar hits, Nahin yeh ho nahin sakta ki teri yad na aaye, Akshay kumar movies, Nahin yeh ho nahin sakta song, Lata mangeshkar old songs