Ai Kash Dile Nadan Ai Kash Dile Nadan
Aisa Na Kiya Hota Pyar Kiya Hota
Sauda Na Kiya Hota Pyar Kiya Hota
Sauda Na Kiya Hota
Ai Kash Dile Nadan
Wada Wafa Ka Hamne Kis Mod Pe Hain Toda
Wada Wafa Ka Hamne Kis Mod Pe Hain Toda
Haste Kisi Chaman Ko Viran Karke Chhod Ha
Viran Karke Chhod Ha
Masum Kisi Dil Ko Dhokha Na Diya Hota
Masum Kisi Dil Ko Dhokha Na Diya Hota
Pyar Kiya Hota Sauda Na Kiya Hota
Ai Kash Dile Nadan
Khwabo Ke Ashiya Pe Bijli Girayi Hamne
Khwabo Ke Ashiya Pe Bijli Girayi Hamne
Daulat Se Mohabbat Ki Kimat Lagayi Hamne
Kimat Lagayi Hamne
Nilam Mai Huwa Tha Dil Toh Na Bika Hota
Nilam Mai Huwa Tha Dil Toh Na Bika Hota
Pyar Kiya Hota Sauda Na Kiya Hota
Ai Kash Dile Nadan
Ek Bejuban Dil Ki Duniya Tabah Kar Ke
Ek Bejuban Dil Ki Duniya Tabah Kar Ke
Laute Hai Aaj Ham Yeh Kaisa Gunah Karke
Kaisa Gunah Karke
Yu Nam Mohabbat Ka Ruswa Na Kiya Hota
Yu Nam Mohabbat Ka Ruswa Na Kiya Hota
Pyar Kiya Hota Sauda Na Kiya Hota
Aaye Kash Dile Nadan
Aisa Na Kiya Hota Pyar Kiya Hota
Sauda Na Kiya Hota
Ae Kash Dile Nadan
Ai Kash Dile Nadan Song Lyrics from the movie/album Imaandaar released in the year 2018 starring Sanjay Dutt, Farha. The song Ai Kash Dile Nadan was sung by Suresh Wadkar. This movie/album was directed by Sushil Malik. The music was given by Kalyanji Anandji. The lyrics were Penned by Anjaan, Prakash Mehra
Share your thoughts