Agar Yakeen Nahi Aata Song Lyrics from the movie/album Hazir (Hariharan) released in the year 2018. The song Agar Yakeen Nahi Aata was sung by Hariharan. The music was given by Hariharan

Agar Yakeen Nahi Aata Lyrics

Agar Yakin Nahin Aata To Aazmaye Mujhe
Agar Yakin Nahin Aata To Aazmaye Mujhe
Wo Aaina Hain To Phir Aaina Dikhaye Mujhe
Agar Yakin

Ajab Charag Hu Din Raat Jalta Rahta Hu
Ajab Charag Hu Din Raat Jalta Rahta Hu
Main Thak Gaya Hu
Hawa Se Kaho Bujhaye Mujhe
Main Thak Gaya Hu
Hawa Se Kaho Bujhaye Mujhe
Wo Aaina Hain To Phir Aaina Dikhaye Mujhe
Agar Yakin

Bahot Dino Se Main
In Pattharo Main Patthar Hu
Bahot Dino Se Main
In Pattharo Main Patthar Hu
Koi To Aaye Zara Der To Rulaye Mujhe
Koi To Aaye Zara Der To Rulaye Mujhe
Wo Aaina Hain To Phir Aaina Dikhaye Mujhe
Agar Yakin

Main Chahata Hu Ke Tumhi Mujhe Ijajat Do
Main Chahata Hu Ke Tumhi Mujhe Ijajat Do
Tumhari Tarah Se Koi Gale Lagaye Mujhe
Tumhari Tarah Se Koi Gale Lagaye Mujhe
Wo Aaina Hain To Phir Aaina Dikhaye Mujhe
Agar Yakin Nahin Aata To Aazmaye Mujhe
Agar Yakin

Share your thoughts

Hariharan, Hariharan gazal, Hazir, Hariharan hazir, Hariharan hazir 2, Hariharan hazir ghazal, Hariharan songs, Hazir ghazal of hariharan, Hariharan ghazal tabla zakir hussain, Agar yaki nahi aata hariharan, Agar yakin nahi aata hariharan, Agar yakeen nahi aata lyrics, Hariharan ghazals, Hariharan hit songs, Latest hariharan songs, Hariharan jiya jiya na jiya, Tahir faraz, Gazal shahar dar shahar hazir, Agar yakeen nahiatha, Agar yakeen nahi aata, Ustad zakir hussain