Ae Mere Dil Bata Kya Bura Song Lyrics from the movie/album Phir Bewafaai - Deceived In Love (Album) released in the year 2018. The song Ae Mere Dil Bata Kya Bura was sung by Agam Kumar Nigam. The music was given by Nikhil. The lyrics were Penned by Praveen Bharadwaj

Ae Mere Dil Bata Kya Bura Lyrics

Ae Mere Dil Bata Kya Bura Keh Diya
Ae Mere Dil Bata Kya Bura Keh Diya
Bewafa Ko Agar Bewafa Keh Diya
Bewafa Ko Agar Bewafa Keh Diya

Dil Mera Chhin Kar
Pehale Dil Me Raha
Phir Kisi Aur Ko Usne Apna Kaha
Usko Maalum Hai
Kitna Tadpa Hu Mai
Usko Maalum Hai
Maine Kya Kya Saha
Sharm Aati Nahi Phir Bhi Usko Jara
Isliye Besharam Behaya Keh Diya
Isliye Besharam Behaya Keh Diya

Uske Dil Me Hai Kya
Main Samajh Na Saka
Kya Kahu Ke Main
Kitna Nadaan Tha
Bholi Bhali Nazar Me Hai Itna Zeher
Is Haqiqat Se Dil Haye Anjaan Tha
Sach To Ye Hai Shuru Se Wo Beimaan Tha
Pyaar Me Jisko
Maine Khuda Keh Diya
Pyaar Me Jisko
Maine Khuda Keh Diya

Ae Mere Dil Bata Kya Bura Keh Diya
Ae Mere Dil Bata Kya Bura Keh Diya
Bewafa Ko Agar Bewafa Keh Diya
Bewafa Ko Agar Bewafa Keh Diya

Share your thoughts

Agam kumar bewafaai album, Nigam, Agam kumar phir bewafai, Agam kumar bewafai album, Bewafaai, Agam kumar sad songs, Kumar, Bewafai, Agam kumar nigam, Bewafaai (2005) agam kumar nigam, Agam kumar nigams hits songs, Agam kumar nigams, Agam kumar nigams hits sad songs, Agam kumar all songs, Agam kumar nigams hits songs videos, Bewafaai agam kumar, Nikhil, Agam kumar sad songs hd, Lyrics, Phir bewafaai agam kumar, Bewafaai sad songs, Phir bewafai ke gane