Ada Jadoo Haseem Qatil Na Dekh Sharm Aa Hi Jati Hai
Na Jaane Kyu Ishaaron Me Shararat Aa Hi Jati Hai

Ada Jadoo Haseem Qatil
Mahki Mahki Late Bikhraau Aankho Se Ras Chhalkaau

Aaj Kahti Hai Ye Angdai Banke Titli Kahi Udjaai
Ada Jadoo Haseem Qatil Na Dekh Sharm Aa Hi Jati Hai
Na Jaane Kyu Ishaaron Me Shararat Aa Hi Jati Hai
Ada Jadoo Haseem Qatil
Apni Sokhi Mujhe Tadaaye Chaal Dil Par Qyaamat Dhaaye

Roop Mera Lubhaye Mujhko Pyar Apne Se Hota Jaye
Ada Jadoo Haseem Qatil Na Dekh Sharm Aa Hi Jati Hai
Na Jaane Kyu Ishaaron Me Shararat Aa Hi Jati Hai
Ada Jadoo Haseem Qatil Na Dekh Sharm Aa Hi Jati Hai
Na Jaane Kyu Ishaaron Me Shararat Aa Hi Jati Hai
Ada Jadoo Haseem Qatil
Ada Jadoo Haseen Qatil Song Lyrics from the movie/album Mera Bhai Mera Dushman released in the year 2018 starring Prem Nath, Shyama. The song Ada Jadoo Haseen Qatil was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Mohammed Hussain. The music was given by Khayyam
Share your thoughts