Ab Kya Misal Doon Main Tumhare Shbaab Ki Song Lyrics from the movie/album Aarti released in the year 2018 starring Ashok Kumar, Pradeep Kumar. The song Ab Kya Misal Doon Main Tumhare Shbaab Ki was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Phani Mazumdar. The music was given by Roshan. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri

Ab Kya Misal Doon Main Tumhare Shbaab Ki Lyrics

Ab Kya Misaal Doon Maein Tumhare Shabaab Ki
Insaan Ban Gayee Hai Kiran Mahtaab Ki

Chehre Mein Ghul Gaya Hai Haseen Chandni Ka Noor
Aankhon Mein Hai Chaman Ki Jawan Raat Ka Suroor
Gardan Hai Ek Jhuki Hui Daali Gulab Ki
Ab Kya Misaal Doon

Gesu Khule To Shaam Ke Dil Se Dhuan Uthe
Chhule Kadam To Jhukke Na Phir Aasman Uthe
Sau Baar Jhilmilaye Shama Aaftab Ki
Ab Kya Misaal Doon

Deewar-o-dar Ka Rang
Yeh Aanchal
Yeh Pairhan
Ghar Ka Mere Chirag Hai Boota Sa Yeh Badan
Tasveer Ho Tumhi Jannat Ke Khwab Ki
Ab Kya Misaal Doon

Share your thoughts

Ab kya misal doon main tumhare shabab ki, Ab kya misaal doon lyrics, Ab kya misaal doon main tumhare shabab ki karaoke, Ab kya misaal doon main tumhare shabab ki lyrics, Ab kya misaal doon, Ab kya misaal doon main tumhare - aarti 1962, Ab kya misaal doon main tumhare shabab ki mohammad rafi, Ab kya misaal doon mai tumhare shabab ki ( muhammad rafi ) | samraat gill |, Ab kya misaal doon main tumhare shabab, Ab kya misaal doon main tumhare shabab ki