Ab Dil Me Hai Barbad Tamanna Ke Siva Kya Song Lyrics from the movie/album Mehandi released in the year 2018 starring Karan Dewan, Nargis. The song Ab Dil Me Hai Barbad Tamanna Ke Siva Kya was sung by Munawar Sultana. The music was given by Ghulam Haider. The lyrics were Penned by Sagar Nizami

Ab Dil Me Hai Barbad Tamanna Ke Siva Kya Lyrics

Ab Dil Me Hai
Barbad Tamanna Ke Siva Kya
Jab Tum Na Rahe Phir
Meri Duniya Me Raha Kya
Meri Duniya Me Raha Kya
Ya Rab Mere Arman Ka Chaman Kisne Ujada
Ye Lut Li Kisne Meri Ummid Ki Duniya
Ye Baithe Bithaye Mere Allah Hua Kya
Jab Tum Na Rahe Phir
Meri Duniya Me Raha Kya
Meri Duniya Me Raha Kya

Aasu Bhari Aankho Ko Uthaya Nahi Jata
Wo Dekh Rahi Hu
Wo Dekh Rahi Hu Ki Jo Dekha Nahi Jata
Ab Dekhna Hai Aur Dikhata Hai Khuda Kya
Jab Tum Na Rahe Phir
Meri Duniya Me Raha Kya
Meri Duniya Me Raha Kya

Hamne Tumhe Puja Hai Mohabbat Ke Bahane
Jab Hamse Mohabbat Na Nibhai Gayi Tumse
Hamne Tumhe Puja Hai Mohabbat Ke Bahane
Jab Hamse Mohabbat
Jab Hamse Mohabbat Na Nibhai Gayi Tumse
Gairo Se Nibhaoge Bhala Aye Bewafa Kya
Jab Tum Na Rahe Phir
Meri Duniya Me Raha Kya
Meri Duniya Me Raha Kya

Share your thoughts

Ab dil men hai barbad tamanna ke, Munawar sultana, Munawwar sultana, Ghulam haider, Surah kosar ky benefits | fazilat of surah kosar, Ghulam ali live performance, Ghulam mohammad, Lyrics, Hazrat abdullah shah ghazi darbar, Ab dil mein hai barbaad, Ghulam ali live, Ghulam ali ghazals, Ghazals by ghulam ali, Ghulam ali, Mehandi 1947, Spider man, Ghulam ali songs, Top songs by ghulam ali, Ghulam, Mehndi, Rozana sirf 13 bar la ilaha illa anta subhanaka, Mehndi 1947