Aarzoo Meri Song Lyrics from the movie/album Sunset Point (Album) released in the year 2018. The song Aarzoo Meri was sung by Bhupinder Singh, Chithra K S. The music was given by Vishal Bhardwaj. The lyrics were Penned by Gulzar

Aarzoo Meri Lyrics

Aarzu Meri Pakad Ke Aaste Le Chali Kahi
Ye Junun Hai Ya Sukun Hai
Main Kahi Nahi
Aarzu Meri Pakad Ke Aaste Le Chali Kahi

Sile Huye Labo Pe Ek Shor Hai
Pukarte Badan Ki Baat Aur Hai
Sile Huye Labo Pe Ek Shor Hai
Pukarte Badan Ki Baat Aur Hai
Badan Yeh Mere Ikhtiyar Mein Nahi
Aarzu Meri Pakad Ke Aaste Le Chali Kahi
Ye Junun Hai Ya Sukun Hai
Main Kahi Nahi

Jhulas Do Mujhko Raah Se Guzar Do
Ke Chir Ke Mera Badan Utaar Do
Jhulas Do Mujhko Raah Se Guzar Do
Ke Chir Ke Mera Badan Utaar Do
Qarar Saath To Qarar Mein Nahi
Aarzu Meri Pakad Ke Aaste Le Chali Kahi
Ye Junun Hai Ya Sukun Hai
Main Kahi Nahi

Share your thoughts

Sunset point, Bhupinder singh, K.s. chithra, Musical bond: vishal bhardwaj & gulzar, Vishal bhardwaj, Bhupinder, Kachche rang (from sunset point), Arijit singh, Sunset, Dil hi toh hai arijit singh, Popular hits of jagjit singh ghazals, Aarzoo meri, Arijit singh songs, Arijit singh new song, Jagjit singh ghazals, Chitra, Sad ghazals of jagjit singh, Avneet singh, Point, Ishare tere guru randhawa, Sunsetpoint, Ghazal (poetic verse form), Ishq tera nushrat bharucha