Aji Maine Kaha Aap Yaha Se Jane Ka Kya Loge
Kon Mai
Ha Ji Aap Yaha Se Jane Ka Kya Loge
Kya Doge
Kya Kya Doge Jo Mangu Vo Tum Doge
Kyo Nahi
Din Ko Taare Tod Ke La Du
Jannat Ki Kaliya Mangva Du Aur Kuch Bolo Sanam
Dhande Ki Kasam
Ha Ha Dhande Ki Kasam
Mere Dhande Ki Kasam
Magar
Aap Yaha Se Jane Ka Kya Loge Kya Kya Loge
Kuch To Socho Kuch To Samjho
Kuch To Socho Kuch To Samjho
Rahne Do Bekar Ki Baate
Bekar Ki Baate
Ha Ha
Sun Lega Bedard Jamana
Dil Me Rakho Pyar Ki Baate
Pyar Ki Chori Chhup Nahi Sakti
Chhup Sakti Hai
Oh Bahti Nadiya Rukh Nahi Sakti
Ruk Sakti Hai
Pyar Ki Chori Chhup Nahi Sakti
Bahti Nadiya Ruk Nahi Sakti
Kab Se Mere Gale Padi Ho
Kab Se Mere Gale Padi Ho Banke Ek Deewar Khadi Ho
Jaungi Mai Na Sanam
Mere Dhande Ki Kasam
Ha Ha Dhande Ki Kasam Ha Tere Dhande Ki Kasam
Aap Yaha Se Jane Ka Kya Loge Kya Kya Loge
Nahi Jaungi
Suno
Kya
Suno Na
Bolo Na
Apne Ghar Ko Chhodke Jaau Ek Din Mai Nadaan Nahi Hu
Ari Teri Ki
Are Aakhir Mai Bhi Dil Rakhti Hu
Cheez Koi Bejan Nahi Hu
Kahana Mera Mano
Na Manu Mai
Are Kahana Mera Mano
Na Manu Mai
Aye Picha Mera Chhod O
Na Chhod U Mai
Saya Banke Sath Rahungi
Saya Banke Sath Rahungi
Sari Duniya Se Yahi Kahungi
Tum Hi Ho Mere Balam
Mere Dhande Ki Kasam
Ho Tere Dhande Ki Kasam
Ho Tere Dhande Ki Kasam
Haye Aap Yaha Se Jane Ka Kya Loge
Nahi Jaungi
Kya Loge
Kya Loge
Aap Yahaan Se Jaane Ka Kya Loge, Koun Mai Song Lyrics from the movie/album Banarsi Babu released in the year 2018 starring Dev Anand, Rakhee Gulzar. The song Aap Yahaan Se Jaane Ka Kya Loge, Koun Mai was sung by Kishore Kumar, Asha Bhosle. This movie/album was directed by Shankar Mukherjee. The music was given by Kalyanji Anandji. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan
Share your thoughts