Aap Ka Khat Mila Aap Ka Shukriya Song Lyrics from the movie/album Sharda (1981). The song Aap Ka Khat Mila Aap Ka Shukriya was sung by Lata Mangeshkar. The music was given by Laxmikant-Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Aap Ka Khat Mila Aap Ka Shukriya Lyrics

Aap Ka Khat Mila Aap Ka Shukriya
(Aap Ka Khat Mila Shukriya Shukriya
Aapne Yad Mujhko Kiya Shukriya Shukriya
Shukriya Shukriya) – (2)

Pyar Me Yad Karna Hi Kafi Nahi – 2
Aap Ki Bhul Ka Bhi Mafi Nahi
Ke Ruth Jayenge Hum Fir Manana Sanam
Yu Kata Aap Bin Ek Chota Sa Din
Jaise Ek Sal Tha Dil Ka Hoga Nisha
Aapko Kya Khabar Kya Hai Darde Jigar
Har Fasana Koi Ek Bahana Koi
Likh Ke Kagaj Pe Bhej Diya
Shukriya Shukriya Shukriya Shukriya
Aap Ka Khat Mila Shukriya Shukriya
Aapne Yad Mujhko Kiya Shukriya Shukriya
Shukriya Shukriya

Aap Likhte Hai Milne Ki Fursat Nahi – 2
Chodiye Berukhi Hai Ye Ulfat Nahi
Hum Ko Tha Intzar Dil Raha Bekarar
Sham Tak Hum Rahe Rashta Dekhte
Thak Gayi Jab Najar Tab Mili Khabar
Aap Aaye Nahi Kam Tha Kuch Kahi
Par Hame Gum Nahi Ye Bhi Kam Nahi
Dil Ke Badle Ye Tohfa Mila
Shukriya Shukriya Shukriya Shukriya
Aap Ka Khat Mila Shukriya Shukriya
Aapne Yad Mujhko Kiya Shukriya Shukriya
Shukriya Shukriya

Share your thoughts

Lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar, Aap ka khat mila aapka shukriya, Lata mangeshkar hits, Lata mangeshkar hit songs, Sharda songs, Sharda 1981 songs, Aap ka khat mila appka shukriya, Laxmikant-pyarelal songs, Aap ka khat mila aapka shukriya hd, Sharda movie songs, Rameshwari lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar hit song, Lata mangeshkar sad songs, Lata mangeshkar best songs, Aap ka shukriya song, Sharda movie songs 1981, Sooni re nagariya lyrics, Aap ka shukriya