Aankhon Me Tum, Dil Me Tum Ho Song Lyrics from the movie/album Half Ticket. The song Aankhon Me Tum, Dil Me Tum Ho was sung by Geeta Dutt, Kishore Kumar. The music was given by Salil Chowdhury. The lyrics were Penned by Shailendra

Aankhon Me Tum, Dil Me Tum Ho Lyrics

Aankhon Me Tum
Aankhon Me Tum, Dil Me Tum Ho
Tumharee Marjee Mano Ke Naa Mano, Arey Mano Ke Naa Mano
O O O O Kab Se Yeh Dil, Dil Tumhara
Yeh Raje Dil Tum Jano Ke Naa Jano, Arey Jano Ke Naa Jano

O O O O….. (dil Ko Teree Hee Aarju -2)
Dil Ke Shishe Me Too Hee Too
Teree Aarju Dil Me Hai Too Aa Re Ea Pa Pa Pa Pa…….
Hai Teree Aarju, Dil Me Hai Too, Mai Naa Raha Mai, Too Nahee Too
Ulfat Kar Gai Mantar Chhoo-oo-oo-aun
Aankhon Men Tum, Dil Me Tum Ho
Tumharee Marjee Mano Ke Naa Mano, Arey Mano Ke Naa Mano
Oo Oo, Kab Se Yeh Dil, Dil Tumhara
Yeh Raje Dil Tum Jano Ke Naa Jano, Arey Jano Ke Naa Jano

O.. O O O, (yun Samajh Lo Hai Tumse Pyar) -2
Abb Toh Khush Ho Jane Bahar
Tum Se Hai Pyar Jane Bahar – (2)
Tum Pe Yeh Dil Kar Diya Nisar
Milte Milte Mil Gaye Par Ho Aa Aa Aa…..
Aankhon Me Tum Dil Me Tum Ho
Tumharee Marjee Mano Ke Naa Mano, Arey Mano Ke Naa Mano
Gi Hee Hee Hee Kab Se Yeh Dil Dil Tumhara
Yeh Raje Dil Tum Jano Ke Naa Jano, Arey Jano Ke Naa Jano

Ho Ho Ho Ho… (ham Jamane Se Bekhabar -2)
Ham Kahan Dil Gaya Kidhar
Kise Hai Khabar Dil Hai Kidhar Hay Hay Ya Ee O
Kise Hai Khabar Dil Hai Kidhar Ulfat Kaa Lo Dekho Asar
Ham Aangan Me Dil Chhat Par R R Aun
Aankhon Me Tum Dil Me Tum Ho
Tumharee Marjee Mano Ke Naa Mano, Arey Mano Ke Naa Mano
Kab Se Yeh Dil Dil Tumhara
Yeh Raje Dil Tum Jano Ke Naa Jano, Arey Jano Ke Naa Jano

Share your thoughts

Kishore kumar, Salil chowdhury, Half ticket, Salil chowdhary, A tribute to kishore kumar, Kishore kumar chil chil chilla ke ke lyrics, Best of kishore kumar and geeta dutt, Salil choudhury, Kishore kumar melodious - geeta dutt ankhon mein tum dil mein tum ho, Kishor kumar, Geeta dutt, Salil chowdhury (musical artist), Kishore kumar romantic songs, Best of madhubala and kishore kumar, Kishore geeta magic, Chil chil chilla ke kishore kumar, Kishore kumar chil chil chilla ke