??aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jayega
Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jayega
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guar Jayega
Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jayega
Itna Manoos Na Ho Khilwat E Gam Se Apni
Itna Manoos Na Ho Khilwat E Gam Se Apni
Tu Kabhi Khud Ko Bhi Dekhega To Dar Jayega
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jayega
Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jayega
Tum Sar E Raah E Wafa Dekhte Reh Jaoge
Tum Sar E Raah E Wafa Dekhte Reh Jaoge
Aur Woh Baam E Rafaqat Se Utar Jayega
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jayega
Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jayega
Zindgi Teri Khata Hai To Yeh Jaane Wala
Zindgi Teri Khata Hai To Yeh Jaane Wala
Teri Bakhshish Teri Dahleez Pe Dar Jayega
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jayega
Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jayega
Aankh Se Door Naa Ho Song Lyrics from the movie/album Sajda (Album) released in the year 2018. The song Aankh Se Door Naa Ho was sung by Jagjit Singh, Lata Mangeshkar. The lyrics were Penned by Ahmad Faraz
Share your thoughts