Aankh Milti Hai To Song Lyrics from the movie/album Mehndi Rang Layegi released in the year 2016 starring Jeetendra, Rekha. The song Aankh Milti Hai To was sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. This movie/album was directed by Narayana Rao Dasari. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Anjaan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Aankh Milti Hai To Lyrics

Aankh Milti Hai To
Dil Machalta Hai Kya
Aankh Milti Hai To
Dil Machalta Hai Kya
Tumko Malum Ho
To Batao Jara
Aankh Milti Hai To
Dil Machalta Hai Kya
Tumko Malum Ho
To Batao Jara

Aankh Meri Kisi
Se Mili Hi Nahi
Dil Machalta Bhi
Hai Mujhe Kya Pata
Aankh Meri Kisi
Se Mili Hi Nahi
Dil Machalta Bhi
Hai Mujhe Kya Pata

Pyar Ki Rah Me
Chalte Chalte Kahi
Chin Le Dil Koi Aisa
Hota Hai Kya
Pyar Ki Rah Me
Chalte Chalte Kahi
Chin Le Dil Koi Aisa
Hota Hai Kya
Hota Hoga Magar
Ye Hua To Nahi
Ye Kahani Hai Kya
Ye Mujhe Kya Pata
Aankh Meri Kisi
Se Mili Hi Nahi
Dil Machalta Bhi Hai
Mujhe Kya Pata

Koi Khwabo Me Aaye
Aake Ninde Udaye
Aisa Sapna Koi
Tumne Dekha Hai Kya
Koi Khwabo Me Aaye
Aake Ninde Udaye
Aisa Sapna Koi
Tumne Dekha Hai Kya
Meri Takdir Me Aisi
Ninde Kaha
Khwab Hote Hai Kya
Ye Mujhe Kya Bata
Aankh Milti Hai To
Dil Machalta Hai Kya
Tumko Malum Ho
To Batao Jara

Umar Ye Khilti Kali
Dhul Me Lipti Hui
Jindagi Bahti Lahardard
Me Simti Hui
Dhul Me Lipti Kaliya
Muskurayengi Kal
Dard Me Simti Lahre
Geet Gayengi Kal
Aaj Hai Jo Hai Kal
Ki Kisko Khabar
Aage Hota Hai Kya
Ye Mujhe Kya Pata
Aankh Milti Hai To
Dil Machalta Hai Kya
Tumko Malum Ho
To Batao Jara
Aankh Meri Kisi
Se Mili Hi Nahi
Dil Machalta Bhi Hai
Mujhe Kya Pata.

Share your thoughts

Sharada (1981) jeetendra, Jeetendra, Ashok kumar, Sanjeev kumar, Rekha, Lyrics, Waheeda rehman, Shreeram lagoo, Moushmi chatterjee, Sarika, Iftekhar, Kader khan, Rameshwari, Satyen kappu, Pandhribhai, Jyoti bane jwala (1980), Kranti, Seema deo, Pinchoo kapoor, Hai, Chana, Marzi, Jairaj, Vinod mehra, Ka, Music, (1981)mera, Apna, Movie, Bollywood movies