Dhobi Ka Kutta Jaisse Ghat Ka Na Ghar Ka
Puri Tara Na Idhar Ka, Na Udhar Ka
Sun Re Nikhattu Tera Wohi To Hal Hai
Zindagi Ki Race Main Joh Mun Utha Ke Dauda
Zindagi Ne Maari Laath Peechey Choda
Tu Hai Woh Tattu, Gade Si Jiski Chal Hai
Pyar Mein Thenga…
Bar Mein Thenga…
Inki Botl Bhi Goron Ki Gulaam Hai
Ruuthi Hai Mehboobba
Ruuthi Ruuthi Sharaab Hai
Aye Aam Hindustani Teri Kismath Karaab Hai
Ruthi Hai Mehboobba
Ruthi Roothi Sharaab Hai
Aye Aam Hindustani Teri Kismath Karaab Hai
Aasman Se Yun Gira, Kajoor Pe Tu Atka
Tere Haalaath Ne Utake Tujko Patka
Kee Aissi Champi Ki Terre Hosh Ud Gaye
Bewafai Dekh Keh Joh Aayi Tujko Hichki
Chaudi Chaati Teri Chutkiyon Main Pichki
Gam Ki Pappi Mili To Baal Jad Gaye
Pyar Main Thenga…
Bar Main Thenga…
Inki Botal Bi Goron Ki Gulam Hai
Ruthi Hai Mehbooba
Ruthi Ruthi Sharaab Hai
Hey Aam Hindustani Teri Kismath Karaab Hai
Ruthi Hai Mehboobba
Ruthi Ruthi Sharaab Hai
Hey Aam Hindustani Teri Kismath Karaab Hai
Aadmi Nahi Tu Samje Khud Ko Machli
Ulti Ganga Main Hai Tairney Ki Khuchli
Par Ye Hukoomath Jo Hai Magarmach Hai
Laalach Ne Tujko Aissi Patti Pathaai
Khwaahish Ne Li Hai Degchi Kathaai
Takdeer Teri Abi Bhi Chamach Main Hai
Pyar Main Thenga..
Bar Main Thenga..
Inki Botal Bi Goron Ki Gulam Hai
Ruthi Hai Mehbooba
Ruthi Ruthi Sharaab Hai
Hey Aam Hindusthani Teri Kismath Karaab Hai
Ruthi Hai Mehboobba
Ruthi Ruthi Sharaab Hai
Hey Aam Hindusthani Teri Kismath Karaab Hai
Aam Hindustani Song Lyrics from the movie/album Bombay Velvet released in the year 2015 starring Ranbir Kapoor, Anushka Sharma. The song Aam Hindustani was sung by Shefali Alvares. This movie/album was directed by Anurag Kashyap. The music was given by Amit Trivedi. The lyrics were Penned by Amitabh Bhattacharya
Share your thoughts