Aakhiya Mila Ke Song Lyrics from the movie/album Mukhda released in the year 2013 starring Satish, Kuldip Kaur. The song Aakhiya Mila Ke was sung by Sulochana Kadam. The music was given by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder). The lyrics were Penned by Aziz Kashmiri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Aakhiya Mila Ke Lyrics

Ankhiya Mila Ke Ankhiyo
Ki Neend Chura Ke Na Ja
Ankhiya Mila Ke Ankhiyo
Ki Neend Chura Ke Na Ja
Ankhiya Mila Ke

Pal Bhar Baithu To
Dil Ka Dard Uthaye Sajna
Pal Bhar Baithu To
Dil Ka Dard Uthaye Sajna
Uth Kar Jhanku To
Chanda Hansi Udaye Sajna
Meri Aankho Meri Aankho Mein
Gham Ke Dip Jal Ke Na Ja
Ankhiya Mila Ke Ankhiyo
Ki Neend Chura Ke Na Ja
Ankhiya Mila Ke

Phir Gaya Humpe Kyu Jiya
Tumhara Bolo Saiya
Phir Gaya Humpe Kyu Jiya
Tumhara Bolo Saiya
Dil Mein Kya Hai
Dil Mein Kya Hai
Kuch Bhed To Dil Ka Kholo Saiya
Dil Ki Nagri
Dil Ki Nagri Mein Zalim
Aag Laga Ke Na Ja
Ankhiya Mila Ke Ankhiyo
Ki Neend Chura Ke Na Ja
Ankhiya Mila Ke

Taare Gin Gin Kar Thak
Gaye Nain Hamare Raja
Taare Gin Gin Kar Thak
Gaye Nain Hamare Raja
Ab To Kahti Hai Ankhiya
Bina Bulaye Aaja
Bedardi O Bedardi Yu
Mithi Halak Dikha Ke Na Ja
Ankhiya Mila Ke Ankhiyo
Ki Neend Chura Ke Na Ja
Ankhiya Mila Ke.

Share your thoughts

Khatu shyam bhajan of sundar romi ji, Sundar romi ji ka best khatu shyam bhajan, Superhit khatu shyam bhajan, Latest khatu shyam bhajan 2019, 2019 new khatu shyam bhajan, Maine suna tu yaar garibo ka by sundar romi ji, Balaji movies sundar romi ji maine suna tu yaar garibo ka, Binder sapalanwala, Lakhmichand, Kosinder khadana, Lakhmi chand ki ragni, Ramesh kalawadiya rangkat ragni, Harnandi ka bada bhat, Haryanvi ladies bhat ke geet, Ramesh kalawadiya, Rajender kharkiya