Aaj Maine Aapna Phir Sauda Kiya
Aaj Maine Aapna Phir Sauda Kiya
Aaj Maine Aapna Phir Sauda Kiya
Aur Phir Mein Dur Se Dekha Kiya
Aaj Maine Aapna Phir Sauda Kiya
Zindagi Bhar Mere Kaam Aaye Asul
Zindagi Bhar Mere Kaam Aaye Asul
Ek Ek Karke Unhe Becha Kiya
Ek Ek Karke Unhe Becha Kiya
Aur Phir Mein Dur Se Dekha Kiya
Aaj Maine Aapna Phir Sauda Kiya
Kuch Kabhi Apni Wafao Me Bhi Thi
Kuch Kabhi Apni Wafao Me Bhi Thi
Tumse Kya Kahte Ki Tumne Kya Kiya
Tumse Kya Kahte Ki Tumne Kya Kiya
Aur Phir Mein Dur Se Dekha Kiya
Aaj Maine Aapna Phir Sauda Kiya
Ho Gayi Thi Dil Ko Kuch Umeed Si
Ho Gayi Thi Dil Ko Kuch Umeed Si
Khair Tumne Jo Kiya Aacha Kiya
Khair Tumne Jo Kiya Aacha Kiya
Aur Phir Mein Dur Se Dekha Kiya
Aaj Maine Aapna Phir Sauda Kiya
Aaj Maine Apna Phir Song Lyrics from the movie/album Soz (Jagjit Singh) released in the year 2018. The song Aaj Maine Apna Phir was sung by Jagjit Singh
Share your thoughts