Aaj Koi Pyar Se Dil Ki Bate Kah Gaya
Haye Mai To Aage Badh Gayi
Piche Zamana Rah Gaya Haye Ram
Aaj Koi Pyar Se
Chir Kar Pathar Ka Sina Jhum Kar Jharna Baha
Jisme Ek Tufan Tha Sou Karwate Leta Hua
Aaj Maujo Ki Rawani Me Kinara Bah Gaya Hay
Ek Kinara Bah Gaya Mai To Aage Badh Gayi
Piche Zamana Rah Gaya Haye Ram
Aaj Koi Pyar Se Dil Ki Bate Kah Gaya
Haye Ram Aaj Koi Pyar Se
Unke Hotho Par Hasi Haye Khil Ke Jab Lahra Gayi
Wo Bhi Kuch Ghabra Gaye
Mai Bhi Kuch Sharma Gayi
Wo Bhi Kuch Ghabra Gaye
Or Mai Bhi Kuch Sharma Gayi
Kuch Nahi Kahte Hue Bhi
Koi Sab Kuch Kah Gaya Hay
Koi Sab Kuch Kah Gaya Mai To Aage Badh Gayi
Piche Zamana Rah Gaya Haye Ram
Aaj Koi Pyar Se Dil Ki Bate Kah Gaya
Haye Ram Aaj Koi Pyar Se
Aaj Koi Pyar Se Dil Ki Baate Kah Gaya Song Lyrics from the movie/album Sawan ki ghata released in the year 2018 starring Manoj Kumar, Sharmila Tagore. The song Aaj Koi Pyar Se Dil Ki Baate Kah Gaya was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Shakti Samanta. The music was given by O P Nayyar. The lyrics were Penned by S H Bihari
Share your thoughts