Aaj Jane Ki Zid Song Lyrics from the movie/album Coke Studio Pakistan – Season 8 released in the year 2015. The song Aaj Jane Ki Zid was sung by Farida Khanum. This movie/album was directed by Rohail Hyatt. The music was given by Strings (Band). The music rights for song purely belongs to Coke Studio

Aaj Jane Ki Zid Lyrics

Aaj Jaane Ki Zidd Naa Karo
Yunhi Pahlu Mein Baithe Raho
Yunhi Pahlu Mein Baithe Raho
Aaj Jaane Ki Zidd Naa Karo

Haaye Mar Jaaen Ge Ham To Lut Jaaen Ge
Aisi Baaten Kiya Naa Karo
Aaj Jaane Ki Zidd Naa Karo

Tum Hi Socho Zara Kyun Naa Roken Tumhein
Jaan Jaati Hai Jab Uth Ke Jaate Ho Tum
Jaan Jaati Hai Jab Uth Ke Jaate Ho Tum
Tum Ko Apni Qasam Jaan-e Jaan
Baat Itni Meri Maan Lo
Aaj Jaane Ki Zidd Naa Karo

Waqt Ki Qaid Mein Zindagi Hai Magar
Chand Ghadiyaan Yahi Hain Jo Aazaad Hain
Chand Ghadiyaan Yahi Hain Jo Aazaad Hain
In Ko Kho Kar Meri Jaan-e Jaan Aa..
Umr Bhar Na Taraste Raho
Aaj Jaane Ki Zidd Naa Karo.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Coke studio season 8, Farida khanum, Coke studio pakistan, Coke studio 8, Coke studio season 8 pakistan, Coke studio pakistan season 8, Coke studio new season, Aaj jaane ki zid na karo, Coke studio, Coke studio new, Farida khanum aaj jaane ki zid na karo, Aaj jaane ki zid na karo farida khanum, Aaj jaane ki zid na karo song lyrics, Aaj jaane ki zid farida khanum lyrics, Aaj jaane ki zid na karo lyrics, Farida khanum coke studio, Aaj jaane ki zid coke studio