Aa Chal Dubke Dekhe
Ek Do Chand Se Kude
Aa Chal Dubke Dekhe
Ek Do Chand Se Kude
Aankho Ki Kashti Mein
Raat Bitaai Jaaye
Jheelo Ke Pani Pe
Neend Bichhai Jaaye
Chalo Na Dube
Aa Chal Dubke Dekhe
Ek Do Chand Se Kude
Aa Chal Dubke Dekhe
Ek Do Chand Se Kude
Aa Aa
Chal Dariya Bandh Le Pairo Se
Aur Sagar Sang Hum Jaye
Chal Sunset Ke Rang Pehne Tan Pe
Budhham Sharnam Gaaye
Chal Dariya Bandh Le Pairo Se
Aur Sagar Sang Hum Jaye
Chal Sunset Ke Rang Pehne Tan Pe
Budhham Sharnam Gaaye
Kuchh To Kare Jo Hua Nahi
Jo Hua Nahi Wo Kare
Chalo Na Dube
Aa Chal Dubke Dekhe
Ek Do Chand Se Kude
Aa Chal Dubke Dekhe
Ek Do Chand Se Kude
Arey Chal Jebe Bhar Le Taaro Se
Chal Chal
Arey Chal Jebe Bhar Le Taaro Se
Daane Chhitkate Chale
Arey Chal Maflar Pehanke
Baadal Se
Baarish Barsate Chale
Chal Jebe Bhar Le Taaro Se
Daane Chhitkate Chale
Chal Maflar Pehanke
Baadal Se
Baarish Barsate Chale
Kuch To Kare Jo Hua Nahi
Jo Hua Nahi Wo Kare
Chalo Na Kude
Aa Chal Dubke Dekhe
Ek Do Chand Se Kude
Aa Chal Dubke Dekhe
Ek Do Chand Se Kude
Aankho Ki Kashti Mein
Raat Bitaai Jaaye
Jheelo Ke Pani Pe
Neend Bichhai Jaaye
Chalo Na Dube
Aa Aa
Aa Chal Doobke Dekhe Song Lyrics from the movie/album Sunset Point (Album) released in the year 2018. The song Aa Chal Doobke Dekhe was sung by Chithra K S, Bhupinder Singh. The music was given by Vishal Bhardwaj. The lyrics were Penned by Gulzar
Share your thoughts