Aa Ab Laut Chalen (Title) Song Lyrics from the movie/album Aa Ab Laut Chalen released in the year 2016 starring Rajesh Khanna, Akshaye Khanna. The song Aa Ab Laut Chalen (Title) was sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. This movie/album was directed by Rishi Kapoor. The music was given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Saregama

Aa Ab Laut Chalen (Title) Lyrics

Dulhan Si Saji Dharti
Khula Woh Aasmaan
Ho Dulhan Si Saji Dharti
Khula Woh Aasmaan
Bulata Hai Humein Phir Woh
Chaahat Ka Jahaan
Aa Ab Laut Chalen
Ho Oo Aa Ab Laut Chalen
Aa Ab Laut Chalen
Ho Oo Aa Ab Laut Chalen

Anjaan Tha Main
Naadan Tha Main
Tere Pyar Ko
Jo Na Samajh Paaya
Tune Itna Bechain Kiya
Main Tere Paas Chala Aaya
Teri Saansein Mera Jeevan
Mere Dil Mein Tera Ghar Hai
Zara Dekhe Koi Isko
Yeh Jannat Se Bhi Sundar Hai
Bina Tere Nahin Chaina
Nahin Chaina Yahaan
Aa Ab Laut Chalen
Ho Oo Aa Ab Laut Chalen
Aa Ab Laut Chalen
Haan Aan Aa Ab Laut Chalen

Ek Pal Ke Liye
Ek Din Ke Liye
Na Door Main Tujhse Jaungi
Teri Palkon Ki
In Galiyon Mein
Sapno Ki Sej Sajaungi
Tujhe Dekhun Tujhe Chaahun
Teri Khushboo Mein Kho Jaun
Yahi Meri Tamanna Hai
Teri Baahon Mein So Jaun
Dard-e-dil Nahin Sehna
Nahin Sehna Yahaan
Aa Ab Laut Chalen
Ho Oo Aa Ab Laut Chalen
Aa Ab Laut Chalen
Aa Ab Laut Chalen

Dulhan Si Saji Dharti
Khula Woh Aasmaan
Bulata Hai Humein Phir Woh
Chaahat Ka Jahaan
Aa Ab Laut Chalen
Ho Oo Aa Ab Laut Chalen
Aa Ab Laut Chalen
Ho Oo Aa Ab Laut Chalen.

Share your thoughts

Akshaye khanna, Rajesh khanna, Akshaye khanna songs, Rajesh khanna songs, Nadeem shravan, Nadeem shravan songs, Aa ab laut chalen song, Aa ab laut chalen movie songs, Aa ab laut chalen, Tu shayar hai main teri shayari |, Ayeshwarya roy akshay khanna song, Udit narayan and alka yagnik, Alka yagnik and udit narayan hits, Aa ab laut chalen movie song, Sameer lyrics, Alka yagnik, Aa ab laut chalen title song, Aa ab laut chalen all video song, Akashay khanna song