Suno Zara Lyrics  | Bada Din | Marc Robinson, Shabana Azmi | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Jatin Pandit, Lalit Pandit

Suno Zara Lyrics | Bada Din | Marc Robinson, Shabana Azmi | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Jatin Pandit, Lalit Pandit

Suno jara suno jara
Havaoon mein ye kaisi hai sadaa
Koi to hai jo hai ye keh rahaa
Ke raha mein woh mod aa gaya
Ke jiske aage hai zameen na aasman
Na manzilein na raasta
Suno jara suno jara
Havaoon mein ye kaisi hai sadaa
Koi to hai jo hai ye keh rahaa
Ke raha mein woh mod aa gaya
Ke jiske aage hai zameen na aasman
Na manzilein na raasta
Yadoon ke gam hi taraane
Gaati hai tanhaiyaan
Haan din dhal raha hai to kitni
Lambi hain parchaiyaan
Bas ek pal mein hoga sabh dhua dhua
Hai aarzoo ki ye sadaa
Suno jara suno jara
Havaoon mein ye kaisi hai sadaa
Koi to hai jo hai ye keh rahaa
Ke raha mein woh mod aa gaya
Ke jiske aage hai zameen na aasman
Na manzilein na raasta
La la la la la la
La la la la la la

Dhoondla gaye hain sitare
Phoolon ko neend aa gayi
Goom soom se hum sochte hain
Baatein adhuri kayee
Hui na puri kyoon koi bhi dastan
Kise khabar kise pataa
Suno jara suno jara
Havaoon mein ye kaisi hai sadaa
Koi to hai jo hai ye keh rahaa
Ke raha mein woh mod aa gaya
Ke jiske aage hai zameen na aasman
Na manzilein na raasta
Suno jara suno jara
Havaoon mein ye kaisi hai sadaa
Koi to hai jo hai ye keh rahaa
Ke raha mein woh mod aa gaya
Ke jiske aage hai zameen na aasman
Na manzilein na raasta
Na manzilein na raasta
Hoon hoon hoon hoon
Hoon hoon hoon hoon.

MovieBada Din
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu
DirectorAnjan Dutt
Music ComposerJatin Pandit, Lalit Pandit
LyricistJaved Akhtar
Star CastMarc Robinson, Shabana Azmi, Tara Deshpande
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *