Kyu mujhko darane laga sapna koi
Mano dur jane laga apna koi
A dil bta kaha se utha aag ka ha lagi
Kyu mujhko darane laga sapna koi
Mano dur jane laga apna koi
Jindagi hai ye kya bebsi ke siva
Jindagi hai ye kya bebsi ke siva
Kis tarke wafa ab kare hum yaha
Kyu mujhko darane laga sapna koi
Mano dur jane laga apna koi
Pyar jinse kiya vo hi samjhe nahi
Pyar jinse kiya vo hi samjhe nahi
Kisko dil ki sada sunaye yaha
Kyu mujhko rulane laga sapna koi
Mano dur jane laga apna koi
A dil bta kaha se utha aag ka ha lagi
Kyu mujhko darane laga sapna koi
Mano dur jane laga apna koi.
| Movie | Wajahh: A Reason To Kill |
| Singer | Anand Raj Anand, Shreya Ghoshal |
| Director | Gautam Adhikari |
| Lyricist | Anand Raj Anand |
| Star Cast | Arbaaz Khan, Aditya Bhargava, Gracy Singh, Trishna Bhargava, Shamita Shetty, Ishita Singhania |
| Label | Moviebox |
