Rokda Lyrics | Vicky Donor | Aditi Singh Sharma, Akshay Verma | Akshay Verma, Abhishek Verma

Rokda Lyrics | Vicky Donor | Aditi Singh Sharma, Akshay Verma | Akshay Verma, Abhishek Verma

Phool yeh chota sa dekho jab paudha ban jata hai
Paudha ban jata hai
Khwaisho ka tokra bharne ka chaska lag jata hai
Chaska lag jaata hai
Yeh bhi laa do
Woh bhi laa do paiso ki yeh holi hai
Jo bhi laa do kum padega aasmaan se badi jholi hai
Na na na na na
Yeh khada
Woh khada
Lao rokda
Rokda
Rokda
Yeh khada
Woh khada
Lao rokda
Rokda

Paudha yeh chota sa dekho jab pedh ban jaata hai
Pedh ban jaata hai
Zindagi aish me jeene ka chaska lag jaata hai
Yeh bhi laa do
Woh bhi laa do paiso ki yeh holi hai
Jo bhi laa do kum padega aasmaan se badi jholi hai
Na na na na na
Yeh khada
Woh khada
Lao rodkda
Rodkda rodkda
Yeh khada
Woh khada
Lao rodkda
Rodkda

Is lamhe me yu simat gaya sa hai mera aaj aur kal
Haath me ek haath ho yeh chaahe dil har pal
Ankahi baato ka ankaha rang chadh jaata hai
Apno ko sirf apna hi samajhne ka chaska lag jaata hai
Lag jaata hai
Lag jaata hai
Yeh bhi laa do
Woh bhi laa do paiso ki yeh holi hai
Jo bhi laa do kum padega aasmaan se badi jholi hai
Na na na na na
Yeh khada
Woh khada

MovieVicky Donor
SingerAditi Singh Sharma, Akshay Verma
DirectorShoojit Sircar
Music ComposerAkshay Verma, Abhishek Verma
LyricistAkshay Verma
Star CastAnnu Kapoor, Ayushman Khurana, Yami Gautam, Dolly Ahluwalia, Kamlesh Gill, Jayant Das, Swaroopa Ghosh, Bhupesh Kumar, Inderpal Singh, Krishna Bisht, Kiran Lall, John Abraham

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *