Phir Bhi Lyrics  | Via Darjeeling | Kay Kay Menon, Sonali Kulkarni | Kunal Ganjawala | Prabuddha Banerjee

Phir Bhi Lyrics | Via Darjeeling | Kay Kay Menon, Sonali Kulkarni | Kunal Ganjawala | Prabuddha Banerjee

Koyi raasta dikhata nahi hai phir bhi
Kisi aas se koyi waasta nahi phir bhi
Chala hu leke chala hu leke
Tujhe yaadon ke kaarwaan mein
Bhare waadon se iss jahaa mein
Saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda
Juda ho phir bhi juda ho phir bhi
Khuda hai phir bhi

Mere ham kadam yeh raaste, sang chal pade hai kahin
Koyi nahi apna pata, koyi manjile bhi nahi
Par hai yakin hogi koyi meri apni ik jameen, hogi koyi
Koyi aasmaan apna nahi hai phir bhi
Kuchh paane ka sapna nahi hai phir bhi
Chala hu leke, chala hu leke
Tujhe yaadon ke kaarwaan mein
Bhare waadon se iss jahaa mein
Saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda
Juda ho phir bhi, juda ho phir bhi khuda hai phir bhi

Kuchh baatein hai jo chal rahi sehami si yu koyi aa
Behaki behaki baatein karein yeh waadiya mere saath
Kuchh baatein hai jo chal rahi sehami si yu koyi aa
Behaki behaki baatein karein yeh waadiya mere saath
Saanson mein bhar kar ik sada chalati hai hawa mere saath
Parvat ke unche bampar mujhe le jaaye tere paas
Nahi tu phir bhi, kahin tu phir bhi
Tujhe yaadon ke kaarwaan mein, bhare waadon se iss jahaan mein
Saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda
Juda ho phir bhi, juda ho phir bhi  khuda hai phir bhi.

MovieVia Darjeeling
SingerKunal Ganjawala
DirectorArindam Nandy
Music ComposerPrabuddha Banerjee
LyricistMrityunjay Kumar Singh
Star CastKay Kay Menon, Sonali Kulkarni, Vinay Pathak, Sandhya Mridul, Rajat Kapoor, Rupam Islam
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *