Nigahon Ka Adaaon Ka Lyrics  | Chakkar Pe Chakkar | Shashi Kapoor, Rekha | Asha Bhosle | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah

Nigahon Ka Adaaon Ka Lyrics | Chakkar Pe Chakkar | Shashi Kapoor, Rekha | Asha Bhosle | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah

Nigaho ka adao ka, nigaho ka adao ka
Wafao ka jafao ka, kon sa teer chalau
Mai kon sa teer chalau
Ab to meri marji pe hai bol kise ajmau
Nigaho ka adao ka, nigaho ka adao ka
Wafao ka jafao ka, kon sa teer chalau
Mai kon sa teer chalau

Re are o nadaa, hai jawani pe fida
Are o nadaa, hai jawani pe fida
Ise aaj tu apnale
Koi mang le sahara, koi mang le sahara
Na milega ye najara
Aaj dil se ise tu lagale
Dil tod ke tu jayega, phir tu aisa pachtayega
Sari jindagi jalta rahega aisi aag lagau
Nigaho ka adao ka, nigaho ka adao ka
Wafao ka jafao ka, kon sa teer chalau
Mai kon sa teer chalau

Ho aisa marungi nisana kar dungi mai diwana
Aisa marungi nisana kar dungi mai diwana
Tujhe mile na koi thikana
Tera chale na bahana, tera chale na bahana
Tujhe waha le jana jaha dhundhega sara jamana
Tera bachna ab hai muskil le aa gayi teri manjil
Ho tu tadap ke rah jayega aisa jal bichau
Nigaho ka adao ka, nigaho ka adao ka
Wafao ka jafao ka, kon sa teer chalau
Mai kon sa teer chalau
Ab to meri marji pe hai bol kise ajmau, kyu kise ajmau.

MovieChakkar Pe Chakkar
SingerAsha Bhosle
DirectorAshok Roy
Music ComposerAnandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
LyricistVerma Malik
Star CastShashi Kapoor, Rekha, Pran, Amjad Khan
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *