Mera Roop Rang, Mera Aang Aang Lyrics | Baat Ban Jaye | Sadhana Sargam | Kalyanji Anandji

Mera Roop Rang, Mera Aang Aang Lyrics | Baat Ban Jaye | Sadhana Sargam | Kalyanji Anandji

Mera rup rang mera ang ang
Mera rup rang mera ang ang
Fariyad karta hai kisi ko yad karta hai
Kisi ko yad karta hai
Kisi ko yad karta hai
Mera rup rang mera ang ang
Friyad karta hai kisi ko yad karta hai
Kisi ko yad karta hai
Kisi ko yad karta hai
Mera rup rang mera ang ang

Andekha anjana jane kaun hai
Wo jana pahchana jane kaun hai
Wo mera diwana jane kaun hai
Wo mera diwana jane kaun hai
Mausam dhul dhul kyon ki phul phul
Friyad karta hai kisi ko yad karta hai
Kisi ko yad karta hai
Kisi ko yad karta hai
Mera rup rang mera ang ang

Ho bhul gaya na ho kahi rasta
Wo thahra anjan rasta usko kya pata
Eye hawa ja tu use jakar bata
Eye hawa ja tu use jakar bata
Mera dil nadan dil ka har arman
Friyad karta hai kisi ko yad karta hai
Kisi ko yad karta hai
Kisi ko yad karta hai
Mera rup rang mera ang ang

MovieBaat Ban Jaye
SingerSadhana Sargam
DirectorBharat Rangachary
Music ComposerKalyanji Anandji
LyricistAnand Bakshi
Star CastPrema Narayan, Sanjeev Kumar, Amol Palekar, Mithun Chakraborty, Zeenat Aman, Raj Babbar, Shakti Kapoor, Jagdeep, Utpal Dutt, Jalal Aga, Aruna Irani, Viju Khote, Adi Irani, Ghanshyam, Shammi, Sudhir, Imtiaz Khan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *