Main manchali jahaan chali jidhar chali – (2)
Mere naam se machi gali gali
Khalibali khalibali khalibali – (2)
Main manchali jahaan chali jidhar chali
Mere naam se machi gali gali
Khalibali khalibali khalibali – (2)
(Mere ishq mein jite ji sab marate hain
Jite hai na marate na ishq karate hain) – (2)
Kismat sabhi ki hai jali jali
Khalibali khalibali khalibali – (2)
(Ishq wishq ka jehar yeh kise pina hai
Umrr bhar kisi ek sang kya jina hai) – (2)
Baawari hoon baanwari hi main bhali
Khalibali khalibali khalibali – (2)
Main manchali jahaan chali jidhar chali
Mere naam se machi gali gali
Khalibali khalibali khalibali – (4)
| Movie | Shibani Kashyap - My Free Spirit |
| Singer | Shibani Kashyap |
| Music Composer | Santosh Nair |