Jo Kal Banaya Tha Aashiyana Lyrics | Aabroo | Asha Bhosle | Bulo C Rani

Jo Kal Banaya Tha Aashiyana Lyrics | Aabroo | Asha Bhosle | Bulo C Rani

Jo kal banaya tha aashiyana
Wo aaj gir kar bikhar gaye hain
Jo kal banaya tha aashiyana
Are jamane ye julm karke
Bata bhala tujhko kya mila hain
Jo kal banaya tha aashiyana
Wo aaj gir kar bikhar gaye hain
Jo kal banaya tha aashiyana

Na raat ki jholiyo me dekha
Na din ke daaman me chain paya
Na raat ki jholiyo me dekha
Na din ke daaman me chain paya
Na unki aankho me bas sake ham
Ye zindagi hain wo maut kya hain
Jo kal banaya tha aashiyana
Wo aaj gir kar bikhar gaye hain
Jo kal banaya tha aashiyana

Agar koi haal mera puchhe
Gam-e-mohabbat tu unse kahana
Agar koi haal mera puchhe
Gam-e-mohabbat tu unse kahana
Ki aansu pahle se ghat gaye hain
Aur dard pahle se badh gaya hain
Jo kal banaya tha aashiyana
Wo aaj gir kar bikhar gaye hain
Jo kal banaya tha aashiyana
Are jamane ye julm karke
Bata bhala tujhko kya mila hain
Jo kal banaya tha aashiyana

MovieAabroo
SingerAsha Bhosle
DirectorChaturbhuj Doshi
Music ComposerBulo C Rani
LyricistD N Madhok
Star CastKishore Kumar, Kamini Kaushal, Madan Puri, Smita Biswas, Achla Sachdev

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *