Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Aankho se nind udd jati hai
Milane ki lagan tadpati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab in aankho me pyar machal kar rota hai
Dil duniya bhar ke gumo me dhuba hota hai
Har saans meri ghabrati hai
Meri jaan pe ban ban jati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Hum diwane kaise kaise dukh sahte hai
Apne majahe se dur bahvar me rahte hai
Hum ko har bah darati hai
Kahi dur baha le jati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Har phul kisi ki yaad me khoya khoya hai
Ye sabnam hai ya pyar kisi ka roya hai
Jab baag me koyal gaati hai
Duniya me bhi uth jati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Aankho se nind udd jati hai
Milane ki lagan tadpati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
| Movie | Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai |
| Singer | Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor |
| Director | Naresh Saigal |
| Music Composer | Madan Mohan |
| Lyricist | Raja Mehdi Ali Khan |
| Star Cast | Dharmendra, Mala Sinha, Agha, Anoop Kumar, Achla Sachdev, M Rajan, Ravi Kumar, Abhi Bhattacharya |

