Ghabra Ke Dar Dar Ke Lyrics  | Shaurya: It Takes Courage To Make Right… Right | Rahul Bose, Kay Kay Menon | Adnan Sami, Sunidhi Chauhan | Adnan Sami

Ghabra Ke Dar Dar Ke Lyrics | Shaurya: It Takes Courage To Make Right… Right | Rahul Bose, Kay Kay Menon | Adnan Sami, Sunidhi Chauhan | Adnan Sami

Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Jina koyi jina.. Hai

Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Jina koi jina.. Hai

Deeware rasta roke to
Unase takarana seekho
Zinda rehna hai
Sar uthake to mar jana seekho

Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke

Bas ahein bhar bhar ke
Jina koi jina.. Hai

Zindagani ko samajh le khel tu..
Muskurake mushkilo ko jhel tu..

Hun saari duniya mein nahi tujhsa koi..
Tu anokha hai yaha..
Anmol tu..

Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Jina koyi jina.. Hai

Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Jina koyi jina.. Hai

Chahe iss duniya mein
Tu jaye kahin..

Haan julm se khali nahi
Koi zami..

Tu jo chahe to mita de julm ko..

Shart ye hai tujhko ho
Khud par yakin..

Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Jina koyi jina.. Hai

Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Jina koyi jina.. Hai

Deeware rasta roke to
Unase takarana seekho
Zinda rehna hai
Sar uthake to mar jana seekho

Ghabra ke dar dar ke
Hey.. Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Hey.. Jina koyi jina.. Hai
Hey.. Hey.. Hey.. Hey.. Hey..

MovieShaurya: It Takes Courage To Make Right... Right
SingerAdnan Sami, Sunidhi Chauhan
DirectorSamar Khan
Music ComposerAdnan Sami
LyricistJaved Akhtar
Star CastRahul Bose, Kay Kay Menon, Minissha Lamba, Javed Jaffrey, Deepak Dobriyal, Priyesh Kaushik
LabelVenus Records

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *