Dil E Nadaan Lyrics | Jo Tera Hai Woh Mera Hai | Osho Jain

Dil E Nadaan Lyrics | Jo Tera Hai Woh Mera Hai | Osho Jain

Hai Dil E Nadan Ki Hazaar Khwaahishein
Sab Mila Humein Magar Sukoon Na Mile
Darbadar Phira Magar Na Pata Chale
Dil Humein Bata Zara Sukoon Kahan Mile

Din Ki Roshni Mein Kho Gaye Kahin
Ki Raat Gum Hui Kahan Humein Pata Nahi
So Gaye the Chain Se Aarzu Ke Sang
Ki Aankh Khul Gayi Toh Phir Kuch Mila Nahi

Hai Dil E Nadan Tu Shor Kyun Kare
Haan Bas Yahi Dua Meri Sukoon Tujhe Mile
Darbadar Phira Magar Na Pata Chale
Dil Humein Bata Zara Sukoon Kahan Mile

MovieJo Tera Hai Woh Mera Hai
SingerOsho Jain
DirectorRaj Trivedi
Music ComposerKS Abhishek
LyricistKS Abhishek
Star CastParesh Rawal, Faisal Malik, Sonali Kulkarni
LabelTimes Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *