Sari umar mai is jiwan ki daud me bhaga dauda
Sari umar mai is jiwan ki daud me bhaga dauda
Ab kis kam ka are ab kis kam ka
Ab kis kam ka goli maro budha ho gaya ghoda
Sari umar mai is jiwan ki daud me bhaga dauda
Ab kis kam ka are ab kis kam ka
Ab kis kam ka goli maro budha ho gaya ghoda
Bacho ko jo maine diya wo to mera farz bana
Bacho ko jo maine diya wo to mera farz bana
Bacho se jo maine liya mere sar ka karz bana
Karz bhi thik hai karz bhi thik hai
Karz bhi thik hai bedardo ne sudh bhi kitna joda
Sari umar mai is jiwan ki daud me bhaga dauda
Ab kis kam ka are ab kis kam ka
Ab kis kam ka goli maro budha ho gaya ghoda
Maa ke dudh ki ab kimat bache kaha chukate hai
Maa ke dudh ki ab kimat bache kaha chukate hai
Dudh hai kya maa baap ka khun bhi ye pee jate hai
In khud garzo ne in khud garzo ne
In khud garzo ne mujhe nahi kahi ka choda
Sari umar mai is jiwan ki daud me bhaga dauda
Ab kis kam ka are ab kis kam ka ab kis kam ka goli maro
Ghoda budha ho gaya
| Movie | Sansar |
| Singer | S P Balasubramaniam |
| Director | Umesh Sharma, T Rama Rao, Muzammil Khurshid |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Raj Babbar, Rekha, Anupam Kher, Aruna Irani, Archana Joglekar, Shafi Inamdaar, Shekhar Suman, Ajinkya Deo, Seema Deo, Priyanka, Dinesh Hingoo, Raju, Harish |

