Tera Hi Bas Hona Chahoon- Lyrics (Haunted – 3D)

Haunted - 3D

Khuda ko dikh raha hoga, na dil tujhse judaa hoga
Teri taqdeer mein mujhko, woh ab do likh raha hoga

Khuda ko dikh raha hoga, na dil tujhse judaa hoga
Teri taqdeer mein mujhko, woh ab do likh raha hoga
Tera hi bas hona chaahoon
Tere dard mein rona chaahoon
Tere dil ke inn zakhmo pe, marham main hona chaahoon
Tera hi bas hona chaahoon

http://oyelyrics.com

Tere dard mein rona chaahoon
Tere dil ke inn zakhmo pe, marham main hona chaahoon

(kar le kabool khudaya mere sajde
ab toh naseeb mein kujh likh de
ho kar le kabool khudaya mere sajde
ab toh naseeb mein kujh likh de)

Tu phir na soya hoga, shayad phir roya hoga
Tu phir na soya hoga, shayad phir roya hoga
Aasu meri palkon pe, yun hi na aaya hoga

http://oyelyrics.com

Dena mujhko aawazein
Ya sunn meri fariaadein
Ghere hain mujhko yaadein, bin tere
Tujhe hi bas paana chaahoon
Khud ko main khona chaahonn
Tere dil ke inn zakhmo pe, marham main hona chaahoon
Tera hi bas hona chaahoon
Tere dard mein rona chaahoon

http://oyelyrics.com

Tere dil ke inn zakhmo pe, marham main hona chaahoon

(khuda ko dikh raha hoga, na dil tujhse judaa hoga
teri taqdeer mein mujhko, woh ab do likh raha hoga)

Dil ne ibaadat ki hai, teri bas chaahat ki hai
Dil ne ibaadat ki hai, teri bas chaahat ki hai
Likaaya arziyon mein, tujh bin jeena nahin hai
Mujh mein ab main kahan hoon
Tujh mein rehne laga hoon

http://oyelyrics.com

Main toh bas jee raha hoon, bin mere
Tujhe khwaab mein dikhna chaahoon
Teri saans mein khona chaahoon
Tere dil ke inn zakhmo pe, marham main hona chaahoon
Tera hi bas hona chaahoon
Tere dard mein rona chaahoon

http://oyelyrics.com

Tere dil ke inn zakhmo pe, marham main hona chaahoon

(khuda ko dikh raha hoga, na dil tujhse judaa hoga
teri taqdeer mein mujhko, woh ab do likh raha hoga)


Movie Name : Haunted – 3D
Singer : Jojo, Nazam Sheraz
Music Director : Chirantan Bhatt
Lyrics : Shakeel Azmi, Junaid Wasi
Actors : Mahaakshay Chakraborty, Tia Bajpai, Achint Kaur
Producer : Vikram Bhatt, Arun Rangachari
Director : Vikram Bhatt
Year : 2011

No Comments